Saturday, August 25, 2007

Bush aur Osama


Kya kaam hai te-ra, be-hiisht ba-riiN ko do-zakh ba-naa-na
Kya hai te-raa das-toor, fa-saa-na, naa-ra o ta-raa-na
Aag-o-khoon, aah-o-aansu-oN se dil-lagi hai buri
Is baar qaus-qa-za, nagh-moN qah-qa-hoN se holi ma-naa-na


Shah Baaz

Qausoqazah=rainbow, behisht- bareeN= paradise called earth, dozakh= bottom of hell
Dastoor= constitution/book,taraana=anthem, fasanah=story,episode,